Thursday, April 16, 2020

Top #5 Best Video Editing Apps & Software for Android Phones (Cracked & Unlocked) Hindi



Hey Everyone !! Aaj Ke Time Har Kisi ko Ko YOUTUBE Par Kuch Na Kuch Karna Hai.Aur ham Sab Jante Hai Ki YouTube Par Video Se Ham Apne Knowledge ko Share Kar Sakte hain.
Iske liye hame Video Banana Hota Hai. Video Banana ke Time Usme Kai Galtiya Hoti hai 
Jisko hame Sudharana Hota Hai. Jo Sirf Editing Ke Through Hota Hai. Editing Ke lIye Kai Sare APPS PlayStore Par Moujood hai. Par Hame Ye nhi Pata hota hai ke Kon Saa APPS Sabse Best Hai.
To Aaj ke is Article me Ham Janege Ki Android me  #5 Sabse Behtar Apps jo Editing ke liye Best Ho.


Top #1


No. 1 Pe Maine KineMaster Ko Rakha hai. Jo Ki Mere Opinion me Best Hai aur Boht Easy Hai 
And EcoFriendly bhi hai Jise Sikha Aur Chalana Kafi Easy Hota Hai.
Isme Koi Sare Features Hai Jo ki Aapke Kaam Ko Easy Aur Simple Bana Deta Hai.

Five Feature of KineMaster
1. Cropping, Slide Making
2. Green Background Removing
3. Text Animation
4. Picture Animation
5. Mix & Subtitle Creating.

If you Want to Download Crack Version of  KineMaster Go to the Link
Click Here


Top #2


No. 2 Pe Maine PowerDirector Ko Rakha hai. Jo Boht Easy Hai. Iska Pc Version Bhi
Available hai Jo agar aapko Use Karne Aata ho to aapke liya aur bhi Easy Hai
And Quickly Understanding bhi hai Jise Sikha Aur Chalana Kafi Easy Hota Hai.
Isme Features bhi Achhe hai Aur Ek Youtuber ke Liye Best bhi Hai

Ye Aapko PlayStore Pe Easily Mil Jayenga
If you Want to Download Crack Version of  PowerDirector Go the Link
Click Here


Top #3


No. 3 Pe Maine FilmoraGo Ko Rakha hai. Filmora Ek Desktop Version Software hai ye Pahele
Desktop Ke liye Aaya tha Aur Baad me Android Ke liye Aaya. Filmora PC me Editing KE liye
Boht Popular hai. Iska Size Kafi Kaam hai jisase Ise Use Karne me kafi kam Problem Hota hai  
Isme Features bhi Achhe hai Aur Ye Bhi Ek Youtuber ke Liye Best bhi Hai

Ye Aapko PlayStore Pe Easily Mil Jayenga

Top #4



No. 4 Pe Maine AdobePremiere Clip Ko Rakha hai. Premiere Clip Ek Desktop Version Software hai ye Pahele
Desktop Ke liye Aaya tha Aur Baad me Android Ke liye Aaya. Premiere Pro Pc me Editing KE liye
Boht Popular hai. Par Iska Size Kafi Jyada hai jisase Ise Use Karne me kafi Problem Hota hai  
Isme Features bhi Achhe hai Aur Ye Bhi Ek Youtuber ke Liye Best bhi Hai

Ye Aapko PlayStore Pe Easily Mil Jayenga


Top #5


No. 5 Pe Maine VIVA ka Videoshow Ko Rakha hai. VideoShow Ek Basic Video Editing Software hai  Mujhe Nhi Lagta ye utna bhi useful hai Video Editing Ke liye Isme Video Editing ke kafi kam tool diya hai isase hame boht problem hota hai  Ye ek SlideShow Video Create karne ke liye Best hota hai

Ye Aapko PlayStore Pe Easily Mil Jayenga

0 comments:

Post a Comment